Dosto aaj ke article me aap janege ki kaise blogger Me google ads(Adsense) Ke advertisement kaise lagaye puri jaikari ke sath . ab tak aap ne blogger par free me blog bana liya hoga aur template bhi change kar li hogi aur badiya badiya article bhi likhe honge , and aap ne Adsense par account bhi bana liya hoga to adsense aap ki site ko approve tab karta hai jab aap apne blog par ads lagate hai to apne blog par vigyapan lagaye and money kamaye . to jante hai ki blog me ads kaise lagaye.
Advertisement Ke Bare Me Kuch Bate .
Dosto Ham apne blog par bahut mehanat karate hai jaise article likhane me template set karne me aur internet par bhi kharch karte hai to jab ham itani mehanat karte hai to kuch to hame milna chaiye aur bo hame apne blog par vigyapan lagar milega . ek aur bat aap apne blog par adsense se ads tabhi laga sakte hai jab aap ne domain name kharida ho .
Google ads(Adsense) Blogger Blog me Kaise Lagaye ?
STEP – 1
- Blogger login kare
- Earnings par click kare
- Adsense account account approved hone ke baad verify kare
STEP – 2
- Yes par click kare
- ads setup kare, aap koi bhi layout choose kar sakte hai
- Save settings par click kare
STEP – 3
- Layout par click kare
- Sidebar me Add a Gadget par click kare
- ek popup window open hogi, Adsense ke saamne + par click kare
STEP – 4
- Format me responsive choose karna best hai
- aap ads ke text, colours, background, title apne according choose kar sakte hai
- is tarah ka ads aapke blog me show hoga
- Save par click kare
Adsense ke code se blogger me ads kaise lagaye
STEP – 1
- Adsense dashboard par my ads par click kare
- New ad unit par click kare
STEP – 2
- ad ka name likhe, Kuchh bhi name likh sakte hai
- ads size choose kare
- ad ki style choose kare
- save and get code par click kare
STEP – 3
- Code copy kare
STEP – 4
- Blogger Dashboard> Layout par click kare
- Add gadget par click kare
- HTML/Java Script ke saamne + par click kare
STEP – 5
- Title type kare
- code paste kare( jo aapne adsense code kiya kiya hai)
- Save par click kare
ab aap ke blog par ads show ho jayega . ads show hone me kuchh time bhi lag sakta hai apni blog site par jaye aur open kare ads dekhane ke liye .
ab aap ke blog site par ads show ho gaya hai to apne blog par ads lagaye aur money kamaye . agar aaj ke article me hamne adsense se ads lagana sikha aur agar aap ka koi bhi sabal ho to hame comment kare.
0 Comments